Haal-e-dil
Ab zindagi kuch yu kho gayi h ki chaand se bhi parda h..
Raaton ki shannato me uss dusre chand se bhi parda h..
khubsoorat naate the kuch mere iss raat se,
Kuch afsane the, fasane the, jaazbaat the iss raat se..
Kuch afsane the, fasane the, jaazbaat the iss raat se..
Ab to Bekhabar h meri mohabbat meri zindagi se,
Ab to unke labjo se,khwabo se, yado se v parda h..
Ab to unke labjo se,khwabo se, yado se v parda h..
Khaada hu bekhauf anjaan raho pe mai,
Ab to zindagi ko manjil ke suraj se bhi parda h..
Duwa hai ki kuch to beparda kar ae-khuda,
Ya to mohabbat mukammal kar ya manjil dikha..
Ya to mohabbat mukammal kar ya manjil dikha..
- - mithi😊
Bohot achha hai bhai ☺👌👌👌
ReplyDeleteDhanyavaad bhai
Delete